Access the best famous poetry by famous poets. These top, popular, and famous poems are the best examples of poems written by well-known poets
Tuesday, 22 May 2012
Saturday, 19 May 2012
Wednesday, 1 February 2012
Meri Jaan Ke Gore Haathon Pe Mehndi Ko Lagaya Hoga
Aaj Dulhan Ke Laal Jode Mein Use Uske Sakhiyon Ne Sajaya Hoga,
Meri Jaan Ke Gore Haathon Pe Mehndi Ko Lagaya Hoga,
Bahot Gehra Chadha Hoga Mehndi Ka Rang,
Us Mehndi Mein Usne Mere Naam Chupaya Hoga.
Reh-Reh Ke Ro Padi Hogi,
Jab Unko Mera Khayaal Aaya Hoga,
Khud Ko Dekha Hoga Jab Aaine Mein To,
Aqs Mera Bhi Nazar Aaya Hoga,
Bahut Pyari Lag Rahi Hogi Vo,
Aaj Dekh Kar Usko Chand Bhi Sharmaya Hoga.
Aaj Meri Jaan Ne Apne Maa Baap Ki Izzat Ko Bachaya Hoga,
Usne Beti Hone Ka Har Farz Nibhaya Hoga..
Majbur Hogi Aaj Wo Sabse Zyada,
Sochta Hun Kis Tarah Usne Khud Ko Samjhaya Hoga,
Apne Haathon Se Hamare Khaton Ko Jalaya Hoga,
Khud Ko Mazbut Bana Kar Meri Yaadon Ko Mitaya Hoga,
Bhukhi Hogi Wo Jaanta Hun Main,
Mere Bina Usne Kuch Na Khaya Hoga,
Kaise Sambhala Hoga Khud Ko,
Jab Usne Feron Mein Khud Ko Jalaya Hoga...
Aaj Dulhan Ke LJaal Jode Mein Use Uski Sakhiyon Ne Sajaya Hoga...

Marne Pe Majbur Kar Deti Hai
Ye Isk Hin Yeshi Chij Hin Jo Gum Bhr Deti Hai,
Jine To Deti Nahi Marne Pe Majbur Kar Deti Hai.
Wednesday, 18 January 2012
Hasrat Hai Aapko Pane Ki
Tuesday, 17 January 2012
Na Jane Kab Hoga Us Chand Ka Didaar
Kami Mehsus Hoti Hai Dur Jane Ke Bad
Monday, 9 January 2012
Dil Se Koshis Ki UskaNaam Mitane Ki
Fir se ye mayus andhera chhatne lga to achcha laga,
Dhyan unki yadon se hatkar batne lga to achcha laga,
Yu to tairne ko bahut hath paw mare hmne,,,,,,
Jab samandar ka pani khud b khud hatne laga to achcha laga...
Jo shakhs kehkar gye the ki nafrat h mujhse
Aaj wohi mera naam ratne lge to achha laga,
Dil se koshis ki uska naam mitane ki,
Ye naam khud hi mitne lga to achha laga,
Mohabbat ka tufan mujhe udata rha yaha waha,
Ye tufan meri bahon me simatne lga to achha laga
Jiski vajha se aaj me jalne ko teiyar hu,
Meri arthi se wo rokar lipatne lga to achha lga,
Koshise nakam rhi me fir se ji saku,
Uske chhune se sans atakne lga to achha lga.
Subscribe to:
Posts (Atom)